Dukh our sukh

Dukh our Sukh...

Jivan ki bell par sabhi fall mithe nahin hote hain.Kuch khate bhi hote hain.Gulaab ke pawdhe ke sath kante bhi hote hain.Usi trah dukh our sukh jivan ke aabhibhjaya ang hai.Jahan sukh hoga wahan dukh hoga.Dukh bhi isliye bahut awasak hai.Kiyon ki dukh ki anubhuti ke karan hi sukh ka moal patta chalta hai.Jaisa garmi ka taap aapne bhitar varsa chupaye rahata hai.Hamari kusalta isi me hai.Har dukh ke bhitar chipe sukh ko pakaden our parsanta se jivan ko aage badhete rahe.😂😂😂😂😂😂

Hamesa Apne jivan me manthan karne se dukh our sukh atte rahenge.samundar se amrit nahin niklta hai kabhi.vis bhi nikalta hai.jivan me dukh sahane ki takat apko balsali banayegi.Har manushya nahin chata ki unke jivan me koi dukh ka jagah ho.Apne jivan me dukh ko sathi bana le use bhi apko sikh milegi.Dukh our sukh me hame jeene ka tarika sikhati hai.Samadhan nikalte samay anjane me apni pahachan banata hai.Samadhan ka nivaran nahin karne se hamara visvas nahin badta hai.Jivan ko dukh ki nazar se nahin dekkhna chahiye.Dukh hi apne gairon se prichit karwata hai.😁😁😁😁😁
                                                              Ye article pasan aye to aploga ka pyaar.
Istrah ka koi sawal hai to comment me bataye next article me dooga.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Bijli kaise banaya jata hai?

best power inverter GHAR KE LIYE solar off grid

Stablizer kiya kam karta hai